5+ Kaifi Azmi Quotes And Sayings

Following is our list of the best Kaifi Azmi quotes and sayings.

अब जिस तरफ से चाहे गुज़र जाए कारवाँ वीरानियाँ तो सब मीरे दिल में उतर गईं. koi to suud chukae koi to zimma le us inqalab ka jo aaj tak udhar sa hai. — Kaifi Azmi

झुकी झुकी सी नज़र बे-क़रार है की नहीं दबा दबा सा सही दिल में प्यार है की नहीं. jhuki jhuki si nazar be-qarar hai ki nahin daba daba sa sahi dil men pyaar hai ki nahin. — Kaifi Azmi

मेरा बचपन भी साथ ले आया गाँव से जब भी आ गया कोई. mera bachpan bhi saath le aaya gaanv se jab bhi aa gaya koi. — Kaifi Azmi

बस्ती में अपनी हिन्दू मुस्लमान जो बस गए इंसान की शक्ल देखने को हम तरस गए. basti men apni hindu musalman jo bas gaye insan ki shakl dekhne ko ham taras gaye. — Kaifi Azmi

बस एक झिझक है यही हाल-इ-दिल सुनाने में की तेरा ज़िक्र भी आएगा इस फ़साने में. Bas ek jhijak hai yahi hal-e-dil sunane mein ki tera zikr bhi aaega is fasane mein — Kaifi Azmi

Citation

Feel free to cite and use any of the quotes by Kaifi Azmi. For popular citation styles (APA, Chicago, MLA), go to citation page.

Embed HTML Link

Copy and paste this HTML code in your webpage